SADQA

huzaifa_007's picture

SADQA

Jab insaan apne haath se sadqa nikalta hai tau SADQA us waqt 5 jumle kehta hai…

main faani maal tha tu ne mujhe baqa de di
mein tera dushman tha ab tu ne mujhe dost bana liya
aaj se pehle tu meri hifazat karta tha, ab mein teri hifazat karonga.
mein haqeer tha tu ne mujhe azeem bana diya
Har achi baat ko phailana bhi sadqa hai